Alvida Lyrics – Arijit Singh – Rangoon

Alvida alvida toh nahi,

Alvida alvida toh nahi,
Jism se jaan juda toh nahi,(x2)

Rooh mein beh raha hai tu,
Rooh mein beh raha hai tu,
Ae kahin tu khuda toh nahi,
Alvida alvida toh nahi,

Koi roshni si hai ya koi khushboo hai,
Mere tan badan mein hai kaun main ya tu hai,
Jaaniya ve.. ek chota sa mera zindagi se gila hai,
Aisa mukhtsar kyun dil ka silsila hai,

Sach bata sab khala toh nahi,
Jism se jaan juda toh nahi,

Jaaniya ve..jaaniya ve jaaniya ve,
Jaaniya ve jaaniya,
Jaaniya ve..jaaniya ve jaaniya,

Chalein ek baar,
Chalein ek baar uss paar chal ke dekhein,
Woh jo door door hai noor mal ke dekhein,
Jaaniya ve..,

Chalo barf ke jab uss taraf nikleinge,
Sab chod chaad taaron ki aad mil lenge,
Yun kabhi koi jiya toh nahi,
Jism se jaan juda toh nahi,

Rooh mein beh raha hai tu,
Rooh mein beh raha hai tu,
Ae kahin tu khuda toh nahi,