Bas Itna Hai Kehna Lyrics – Sonu Nigam – Raakh

Iss safar mein,
Meri nazar mein rehna,(x2)

Bas itna hai kehna,(x3)
Meri nazar mein rehna,

Door jana toh,
Parchayi chod jana,
Saans bhar ke,
Faasle pe rehna,
Kho na jana,

Bas itna hai kehna,(x3)
Meri nazar mein rehna,

Ungliyon ko meri,
Tum thaame rehna,(x2)

Agar khaab mein bhi saath choote,
Subah laut aana,

Bas itna hai kehna,(x3)
Meri nazar mein rehna,

Jism jal jayeinge,
Sab raakh ho jayega,
Pyar tera mera,
Uss paar mil jayega,

Uss jahan mein,
Meri panah mein rehna,(x2)

Bas itna hai kehna,(x3)
Meri nazar mein rehna,