Bezubaan Lyrics – KK – Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana

Hairan hoon main na janu,
Kya ho gaya,
Khud se hi na jaane kyun,
Milne laga,

Tu hi bata zara,
Mujhko hua hai kya,
Khud se hua hoon kyun judaa,

Chahat mein teri kyun,
Mitne laga hoon main,
Jiya na jaye re piya,

Bezubaan ishq hai bezubaan,
Bezubaan ishq hai bezubaan,

Gustakh hai gustakhiyan,
Betaab hai betaabiyan,
Iss dil se milne lagi,
Nadaan hain yeh nadaaniyan,

Tu hi ibadat hai,
Meri inn saanson ki,
Choti si hai yeh iltja,

Karaar de de tu,
Iss bekarari ko,
Barsa de ishq rehnuma,

Bezubaan ishq hai bezubaan,
Bezubaan ishq hai bezubaan,