Deewana Main Chala Lyrics – Pyar Kiya To Darna Kya

Deewana main chala, use dhundane bade pyaar se
Deewana main chala
Usake ghar kaa pata, ay hawa tu bata
Deewana main chala, use dhundane bade pyaar se
Deewana main chala

Kya hai sama kya aasmaan, masti mein hai saara jahan
Khila khila hai mausam,
Kya hai sama kya aasmaan Mastee mein hai sara jahan
Khila khila hai mausam
Yeh fiza sangdali, yeh ghata manchali
Deewana main chala, use dhundane Bade pyaar se
Deewana main chala

Sharmayegi ghabrayegi, phir woh mere paas aayegi
Use naa jaane dunga
Sharmayegi ghabrayegi, phir woh mere paas aayegi
Use naa jaane dunga
Kesuo ke tale, hum milenge gale

Deewana main chala use dhundne, bade pyaar se
Deewana main chala
Usake ghar kaa pata, ay hawa tu bata
Deewana main chala, use dhunane
Bade pyaar se, Deewana main chala
Deewana main chala……..