Deva Shree Ganesha Lyrics – Agneepath

Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha Deva Shree Ganesha

Jwala si chalti hai aankhon mein jiske bhi
Dil mein tera naam hai

Parwah hi kya uska Aarambh kaisa hai
Aur kaisa parinam hai.. ye..

Dharti ambar sitar uski nazare utaare
Dar bhi usse dara re jiski rakhwaliya re…
Karta saya tera

Jai deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha

Hooo… teri bhakti ka vardaan hai
Jo kamaye wo dhanwaan hai
Bin kinare ki kashti hai wo..
Deva tujhse jo anjaan hai…

Yun toh mushak sawari teri
Sab pe hai pheredari teri
Paap ki aandhiyan na kahan
Kabhi jyoti na haari teri…

Apni takdeer ka wo
Khud sikander hua re
Bhool ke ye jahaan re
Jis kisi ne yahan re
Saath paya tera

Hey Deva.. Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha..

Hoo.. teri dhooli ka teeka kiye
Deva jo bhakth tera jiye
Use amrit ka hai moh kya
Hans ke vish ka wo pyaala piye..

Teri mahima ke chaya taale
Kaal ke rath ka pahiya chale
Ek chingari pratishodh se
Khadi Ravaan ki Lanka jale..e..

Shatruon ki katare
Ek akele se haare
Kand bhi parvat hua re
Shlok ban ke jahan re..
Naam aaya tera
Hey Deva.. Shri Ganesha

Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha…

Ganapati bappa moriya…..

Ghalin lotangan vandin charan
Dolyani pahin rup tujhe
Deva Preme alingan anande pujin
Bhave ovaleen mhane nama

Twameva mata, cha phita Twameva
Twameva bandhuscha sakha twameva.
Twameva vidya, dravinum twameva
Twameva sarvam mama deva deva

Kayena vacha manasendriyenva
Buddhyatmana va prakritiswabhavat
Karoomi yadhyath sakalam parasmai
Narayanayeti samarpayami

Achyutam keshavam ramnarayanam
Krushanadamodaram vasudevam bhaje
Shridharam Madhavam gopikavallabham
Janaki nayakam ramchandra bhaje

Hare raam hare raam
Raam raam hare hare
Hare krishna hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare raam hare raam
Raam raam hare hare
Hare krishna hare krishna
Krishna krishna hare hare