Dil Jo Na Keh Saka (Title) Lyrics – Dil Jo Na Keh Saka

Maine tujhe paake bhi
Kyun kho diya hai
Aaj is baat pe dil ro diya
Maine tujhe kabhi na jo diya hai
Aaj iss dil ne tujhe de diya
Tu tha mera ye na kyun jana
Milade milade phir jara

Dil jo na kah saka wo kaha hai
Tujhse bichad ke kya kya saha hai
Dil jo na kah saka wo kaha hai
Tujhse bichad ke kya kya saha hai

Maine tujhe paake bhi
Kyun kho diya hai
Aaj is baat pe dil ro diya

Dil ke sirhane teri
Rakhi hain batein saari
Sunti rahti hoon unhe main tanha
Har pal teri yaadon ka
Hai sapna ab aakhon ka
Tere bina mian kab raha

Dil jo na kah saka wo kaha hai
Tujhse bichad ke kya kya saha hai
Dil jo na kah saka wo kaha hai
Tujhse bichad ke kya kya saha hai

Maine tujhe paake bhi
Kyun kho diya hai
Aaj is baat pe dil ro diya

Aaaaa….aaaa….aa…aaa..

Takti rahi main rahein
Faila ke apni bahein
Tera he chehra dekhe har jagah
Raaton ke khali panne
Tadpa hoon mann he mann mein
Jeena to mera tha saja

Dil jo na kah saka wo kaha hai
Tujhse bichad ke kya kya saha hai
Dil jo na kah saka wo kaha hai
Tujhse bichad ke kya kya saha hai

Maine tujhe paake bhi
Kyun kho diya hai
Aaj is baat pe dil ro diya

Aaa….

Dil jo na kah saka
Dil jo na kah saka
Dil jo na kah saka
Dil jo na kah saka.