Dil Leke Lyrics – Na Tum Jano Na Hum

Dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aagaya

Aaja agar tujhe aana hai
Aana hai
Waapas mujhe nahin jaana hai
Jaana hai
Mushkil yeh wada nibhaana hai yeh soch le saathiya

Haal aisa rahega agar hum to dewane ho jaayege

Humko dhoondhegi duniya kahan ek duje mein kho jaayenge
Bas jo kehna tha keh liya bas jo sunna tha sun liya

Aaja agar tujhe aana hai
Aana hai
Waapas mujhe nahin jaana hai
Jaana hai
Mushkil yeh vada nibhaana hai yeh soch le saathiya
Dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aagaya

Mera aanchal zara thaam le apna saajan banalo tujhe

Baith jaa tu mere saamne apne dil mein basa lu tujhe
Aaj hi sab kuch karliya ji liya maine mar liya

Aaja agar tujhe aana hai
Aana hai
Waapas mujhe nahin jaana hai
Jaana hai
Mushkil yeh vada nibhaana hai yeh soch le saathiya

Dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aagayi

Aaja agar tujhe aana hai vaapas mujhe nahin jaana hai