Duniya Main Sabse lyrics Karobaar

dunia me sabse jo gahra nasha hai
aisa nasha jo kabhi nahi utra hai
kya hai wo nasha hai usi ko pata jise pyar hua hai
pyar sanso me aandhi hai pyar dhadkan me tufa hai
pyar aankho ki masti pyar milne ka arman

pyar shola jaha jaye tan jalaye man jalaye
pyar jalwa jindagi ka nahi chupta jo chupaye
dunia me sabse jo gahra nasha hai
aisa nasha jo kabhi nahi utra hai
kya hai wo nasha hai usi ko pata jise pyar hua hai
pyar raho ka sathi pyar manjil ka tara
pyar ki pyari khushiya pyar ka gum bhi pyara
pyar raho ka sathi pyar manjil ka tara
pyar ki pyari khushiya pyar ka gum bhi pyara

tum bhi sharabi or wo bhi sharabi
ek hai tum dono ki kharabi
tumne kaha hai ye pyar nasha nahi sach ye jara bhi
pyar me koi jite pyar me koi hare
pyar hai dil ki baji pyar ko samjho pyare
pyar me koi jite pyar me koi hare
pyar hai dil ki baji pyar ko samjho pyare

pyar chahe to hasaye pyar chahe to rulaye
pyar kya hai bolo tumhe kaise koi samjhaye
dunia me sabse jo gahra nasha hai
aisa nasha jo kabhi nahi utra hai
kya hai wo nasha hai usi ko pata jise pyar hua hai
pyar hota hai bazi pyar se ab kya darna
pyar me jo jinda hai pyar me unko marna