Ek Do Teen Aaja Mausam Hai Rangeen Lyrics – Awara

Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Raat ko chhup-chhup ke milna
Duniya samjhe paap re.. [Paap re..]
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen

Yeh madmast jawani hai
Yeh madmast jawani hai
Tere liye yeh deewani hai
Doob ke is gehraai mein
Doob ke is gehraai mein
Dekh ke kitna paani hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen

Kyun tu mujhe thukrata hai
Kyun tu mujhe thukrata hai
Mujhse nazar kyun churata hai
Loot yeh duniya teri hai
Loot yeh duniya teri hai
Pyar se kyun ghabrata hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen