Ek Hasina Thi Ek Diwana Tha Lyrics – Karzzzz

Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.., Aaaaa….

Heyy..Heyyy..Heyy…
La La La La La La…

Ek Haseena Thi, Haseena Thi..
Ek Deewana Tha, Deewana Tha..
Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.., Aaaaa

Ek Din Wo Mile Roz Milne Lage
Ek Din Wo Mile Roz Milne Lage
Phir Mohabbat Hui, Bass Qayamat Hui
Sunn Ke Yeh Daastan, Kho Gaye Tum Kahan
Loge Hairaan Hain, Kyunki Anjaan Hain
Ishq Ki Woh Gali.., Baat Jiskli Chali..
Uss Gali Mein, Mera Aana, Jaana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..

Uss Hasin Ne Kaha, Suno Jaane Wafa…
Uss Hasin Ne Kaha, Suno Jaane Wafa…
Yeh Falak, Yeh Zameen, Tere Bin Kuch Nahi
Tujhpe Marti Hu Mein, Pyaar Karti Hu Mein
Tere Bin Zindagi.., Kuch Nahi, Kuch Nahi
Aashiqui Mein Unka Aalam, Kya Suhana Tha..
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha

Bewafa Yaar Ne, Apne Mehboob Se
Aisa Dhokha Kiya
Aisa Dhokha Kiya
Aisa Dhokha Kiya
Zehar Usko Diya
Zehar Usko Diya
Zehar Usko Diya

Marr Gaya Wo Jawan, Marr Gaya Wo Jawan
Ab Suno Daastan, Janam Leke Kahin
Fir Wo Pahucha Wahin, Shakal Anjaan Thi
Akal Hairaan Thi
Saamna Jab Hua, Phir Wahi Sab Hua
Saamna Jab Hua, Phir Wahi Sab Hua
Uspe Yeh Karz Tha, Uska Yeh Karz Tha
Karz To Farz Apna Chukana Tha
Hoo..Hooo Hoo..
La La La La La La..
Hey Hey Hey Hey..
La La La La La La…