Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics – Nargis – Raj Kapoor – Awaara – Lata – Manna Dey

Om nama shivay, om nama shivay, om
Ghar aaya mera pardesi
Pyaas bujhi meri ankhiyan ki

aa.. aa.. aa. a. a. aa. aa..aa. aa. a. a. aa

Tu mere mann ka moti hai
In nainan ki jyoti hai
Yaad hai mere bachpan ki
Ghar aaya mera pardesi

aa.. aa.. aa. a. a. aa. aa..aa. aa. a. a. aa

Ab dil todke mat jaana
Rote chhodke mat jaana
Kasam tujhe mere aansuan ki
Ghar aaya mera pardesi