Haal-E-Dil Lyrics – Ananthaal

Jis din se huye darshan tere noor ke,
Us din se dekha khud ka chehra ghoor ke,
Lamhon ke podhe seench ke kat-ti,
Apni har sham o sar,

Jis din se mujhpar hua hai tera karam,
Us din se fitart ne bhi badla hai dharam,
Lagte hain nazmein aap ki hafte,
Lagta har saal ghazal,

Shishi syahi ki ye khali hai,
Katre katre se likh dali hai,
Haal-e-dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,

Haal-e-dil dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,
Haal-e-dil dil ki dastaan,
Khadim ko khuda ka waasta,

Haal-e-dil dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,

Jis din se mujh par tajalli barsi teri,
Us din se lauti si tasalli hai meri,
Rangon ke tukde jodh ke humne,
Rangdi khon se kazaal,

Jis din se khabon ne mere badla chalan,
Us din se jag ke nazariye mein hai jalan,
Behti nadi ki dhaar mein dhalke,
Behne mein kya maza,

Shishi syahi ki ye khali hai,
Katre katre se likh dali hai,
Haal-e-dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,

Haal-e-dil dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,
Haal-e-dil dil ki dastaan,
Khadim ko khuda ka waasta,

Haal-e-dil dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,

Shishi syahi ki ye khali hai,
Katre katre se likh dali hai,
Haal-e-dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,

Haal-e-dil dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,
Haal-e-dil dil ki dastaan,
Khadim ko khuda ka waasta,

Haal-e-dil dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,
Haal-e-dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,

Haal-e-dil dil ki dastaan,
Dharti se falak ka rasta,
Haal-e-dil ki dastaan,
Khadim ko khuda ka waasta,
Haal-e-dil dil ki dastaan,