Haareya Lyrics – Meri Pyaari Bindu

Dekheya main Chaand Dekheya
Nooranwale Sitarre dekheya
Par tere jaisa na koi dekheya main
Lagta hai Nigahon mein teri
Bin doobe rehna hi nahi
Mujhe Ishs je karne se
Abh koi bhi na rok sakeya
O hareya main Dil hareya
O hareya main Dil hareya
O hareya main Dil hareya
Main haara tujpe
O hareya main Dil hareya
O hareya main Dil hareya
O hareya main Dil hareya
Main haara tujpe
Main haara tujpe

Khulli ankhon se dekhe woh
Haseen Khaab hai tu
Dil mein jo utar jaye woh
Pyaari baat hai tu
Khulli ankhon se dekhe woh
Haseen Khaab hai tu
Dil mein jo utar jaye woh
Pyaari baat hai tu
Tere naam ka Nasha
Nasha hai Jubaan pe sha gaya
Is Bekhudi mein dobne se
Main khud ko na rok sakeya
O hareya main Dil hareya
O hareya main Dil hareya
O hareya main Dil hareya
Main haara tujpe
Main haara tujpe