Hai Deewana Ye Ishq Mera Lyrics – Dhai Akshar Prem Ke

(hai diwaana ye ishq mera
har ghadi le bas naam tera)-2
naam tera,naam tera,naam tera
inkaar mein,iqaraar hai,kya yahi pyaar hai

hai diwaana ye ishq mera
har ghadi le bas naam tera
naam tera,naam tera,naam tera
inkaar mein,iqaraar hai,kya yahi pyaar hai

hai diwaana ye ishq…

uthe kadam jo bahekane lage
paagal hua ye samaan
nazar jo simat ne lagi to
jhuk ne laga aasmaan

fizaaon mein aise ishaare hue
diwaane tere ye nazaare hue
chhaaya hai nashaa

hai diwaana ye ishq…

na mujhako subah ka pata
na mujhako khabar shaam ki
kahin chain lene na de
muhabbat ki ye bekhudi

sanam toot ke main bikhar ne lagi
tere baazuon mein nikhar ne lagi
ab hosh na raha

hai diwaana ye ishq…