Haseeno Ka Deewana Lyrics – Raftaar & Payal – Kaabil

Kisi ko mera shonk hai,
Kisi ko mera hai nasha,
Jawani kehte hain mujhe,
Hain mere aashiq har jagah,

Kisi ko meri hasratein,
Kisi ki main hun dilruba,
Mujhe paane ke vaaste,
Maange duaa..

Saara zamana,
Haseeno ka deewana,
Zamana kahe fir kyu,
Bura hai dil lagana, (x2)

Saara zamana..

Raa..
Ladki ye toh right hai,
Ladki dynamite hai,
Ladki ke chakkar mein daily,
Gali gali mein fight hai,

Thoda hamein do time yaara,
Love nahi hai crime yaara,
Har din mujko better lage tu,
Ladki hai ya wine,

Arre janta ko jawab do,
Kab padogi pyaar mein,
Sari duniya lagi huyi hai,
Hum bhi hai kataar mein,

Saara zamana haseeno ka deewana, (x3)

Saara zamaana…

Ye daur keh raha hai,
Tu aaj pyar karle,
Jo kabhi bhi khatam na ho,
Woh aitbaar karle, (x2)

Kisi ko mera shonk hai,
Kisi ko mera hai nasha,
Jawani kehte hain mujhe,
Hain mere aashiq har jagah,

Kisi ko meri hasratein,
Kisi ki main hun dilruba,
Mujhe paane ke vaaste,
Maange duaa..

Saara zamana,
Haseeno ka deewana,
Zamana kahe fir kyu,
Bura hai dil lagana, (x2)

Saara zamana..