Humba Leela Lyrics – Hera Pheri

Rate Gayi Baatein Gayee, Jo Bhi Hua Bhool Ja
Ab Tu Naye Parivesh Mein Duniya Nayi Phir Basa
Suraj Naya Nikale Agar Aasaan Ho Uska Safar
Kate Teri Varis Jise Woh Fasalen Bo Sakta Hai
Aur Tujhse Kuch Ho Na Ho Ye Tujhse Ho Sakta Hai
Hamba Lila Hamba Lilo Hamba Lile
Chukuma Tukuma Tukuma Chukuma Chukuma Chile
Aaj Hum Hain Kal Hum Nahin Kal Kuch Bhi Ho Sakta Hai
Pyar De Pyar Le Ye Ek Daulat Hai Tu Sabko De Sakta Hai
Aur Tujhse Kuch Ho
Sach Kah Raha Hai Aye Bekhabar Kar Le Mera Aitbaar
Ye Zindagi Nemat Khuda Ki Milatee Hai Bas Ek Baar
Yun Hi Isey Khona Nahin Phir Bad Mein Rona Nahin
Sansen Teri Hain Ik Ladee Inko Piro Sakta Hai
Aur Tujhse Kuch Ho
Bangalo Mein Hai Mahalo Mein Hai Par Neend Aati Nahin
Daulat Ka Ik Sagar Mila Par Pyaas Jaati Nahin
Bhukha Hai Jo Badanam Hai Santosh Mein Aaram Hai
Agar Chain Ho Dil Mein Tere Dharti Pe So Sakta Hai
Aur Tujhse Kuch Ho
Ye Aadmi Us Aadamee Jaisa Nahin Hai To Kya
Are Kuch Karne Ki Taqat To Hai Paisa Nahin Hai To Kya
Jisne Kaha Sach Hi Kaha Ye Vakt Na Ik Sa Raha
Kismat Kahe Mehnat Se Tu Har Dag Dho Sakta Hai
Aur Tujhse Kuch Ho Rate Gayi Baatein Gayee, Jo Bhi Hua Bhool Ja