Humsafar Lyrics – Badrinath Ki Dulhania

Sun zaalima mere,
Sanu koi darr na,
Ki samjhega zamana,
Tu vi si kamli main vi san kamla,
Ishqe da rog seyana,
Ishqe da rog seyana,

Sun mere humsafar,
Kya tujhe itni si bhi khabar,(x2)

Ki teri saansein chalti jidhar,
Rahunga bas wahin umrr bhar,
Rahunga bas wahin umrr bhar haye,

Jitni haseen yeh mulaqatein,
Unse bhi pyari teri baatein hain,
Baaton mein teri jo kho jaate hain,
Aaun na hosh mein main kabhi,
Bahon mein hai teri zindagi haye,

Sun mere humsafar,
Kya tujhe itni si bhi khabar,

Zaalima tere ishq ch main,
Ho gayi aan kamli haye,

Main toh yun khada kis,
Soch mein pada tha,
Kaise jee raha tha main deewana,

Chupke se aake tune,
Dil mein sama ke tune,
Ched diya kaisa yeh fasana,

O muskurana bhi tujhi se sikha hai,
Dil lagane ka tu hi tareeka hai,
Aitbaar bhi tujhi se hota hai,
Aaun na hosh mein main kabhi,
Bahon mein hai teri zindagi haye,

Hai nahi tha pata,
Ke tujhe maan lunga khuda,
Ki teri galliyon mein iss kadar,
Aaunga har peher,

Sun mere humsafar,
Kya tujhe itni si bhi khabar,
Ki teri saansein chalti jidhar,
Rahunga bas wahin umrr bhar,
Rahunga bas wahin umrr bhar haye,

Zaalima tere ishq ch main..,