Irada Lyrics – Nikhil Uzgare – Title Track

Jha Maut Bikhri Wha
Sanseen Udga Dunga
Zakhmon Ke Chalo Mein Ab
Mein Marham Laga Dunga
Mein Marham Laga Dunga

Ranjish Ki Chingaari Mujhy
Pal Pal Jaalati Hai
Dard Ko Baaki Banati Hai

Meine Kar Liya Irada
Meine Kar Liya Irada
Irada Irada Irada
Meine Kar Liya Irada
Meine Kar Liya Irada
Irada Irada Irada

Jehri In Faslo Ko

Jado Se Kaat Dunga Mein
Mayush Aakhon Mein Umeedein

Baat Dunga Mein
Baat Dunga Mein

Wahsi Ke Khwaabo Ki Mein

Buniyaad Hila Dunga
Khaakh Mein Usko Mila Dunga

Meine Kar Liya Irada
Meine Kar Liya Irada
Irada Irada Irada
Meine Kar Liya Irada
Meine Kar Liya Irada
Irada Irada Irada

Ghumrah Jo Hai
Unhe Rassta Dikhayenge
Anzaane Gham Se
Unhe Waakif Krayenge

Yeh Irada Jo Kisi Ke Kaam Aayega
Toh Humein Aaram Aayega

Meine Kar Liya Irada
Meine Kar Liya Irada
Irada Irada Irada
Meine Kar Liya Irada
Meine Kar Liya Irada
Irada Irada Irada