Is Nadi Ko Mera Lyrics | Deepti Naval, Rakesh Bedi | Chashme Buddoor

is nadi ko mera aaina maan lo
is nadi ko mera aaina maan lo
ki mohabbat ka bahta nasha jaan lo
is nadi ko mera aaina maan lo

tarango me dhadkan larajta jigar
raks kar de kamal thar tharata bhawar
tarango me dhadkan larajta jigar
raks kar de kamal thar tharata bhawar
ye chhite kisiki tamaanna na ho
ye chhite kisiki tamaanna na ho
kahi aapke haatho tanha na ho
is rupak ko mera aaina maan lo
ankahe raaz ki daasta jaan lo
is nadi ko mera aaina maan lo

ude baadlo me bala hasrate
parindo se chhu aaye behad hade
hawao ko itni izazat na do
hawao ko itni izazat na do
ki auro ka bhi sabr tauba karo
ye kinara mera aaina maan lo
har lahar se meri aarzoo jaan lo
is nadi ko mera aaina maan lo

tani doriyo par saji zindagi
isharo pe chadhti utarti khushi
tani doriyo par saji zindagi
isharo pe chadhti utarti khushi
dupatte se tinake jhatakti raho
dupatte se tinake jhatakti raho
gulo naaz se mera daaman bharo
is nadi ko mera aaina maan lo
ki mohabbat ka bahta nasha jaan lo
is nadi ko mera aaina maan lo