Is Pal Ko Lyrics – Ali Quli Mirza & Mustafa Khan

Apna Andaaz Hai Naya,
Sur Bhi Aur Saaz Bhi Naya,
Karne Hain Aye Hum Yahan,
Dil Ki Baatein.

Hoga Tumne Bhi Yeh Suna
Kuch Pal Ki Roshni Yahan
Mil Kar Samet Lein
Ye Kho Na Jayein.

Roke Koyi Rok Na Sake,
Aaj Hum Nahin Sun Ne Wale,
Karni Hai Manmaaniya.

Tok Ke Hume Tokte Rahein,
Par Kisi Ki Nahin Chalne Wali,
Karni Hain Shaitaniya.

Is Pal Ko Aao Jee Le Zara
Sunenge Aaj Dil Ki Sadaa,

Is Pal Ko Aao Jee Le Zara
Aa Kar Le Jo Kabhi Na Kiya -x2.

Dekho Kaisa Hai Yeh Samaa,
Khushiyon Se Aaj Hai Bhara,
Phir Ghumsum Tu Kyun Khada, Mere Yaara.

Jo Hai Mera Woh Hai Tera,
Kuchh Bhi Tujhse Hai Na Chupa
Aisi Hai Apni Yaariyan,
Jaane Zamana.

Roke Koi Rok Na Sake,
Aaj Hum Nahin Sun Ne Wale,
Karni Hain Manmaniya.

Tok Ke Humein Tokte Rahein,
Par Kisi Ki Nahin Chalne Wali,
Karni Hain Shaitaniya.

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara,
Sunenge Aaj Dil Ki Sadaa,

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara
Aakar Lein Jo Kabhi Na Kiya -x2.

Teri Aur Meri Yaari,
Pad Gayi Dunia Pe Bhaari,
Sadhti Kyun Duniya Humse,
Yeh Baat Samajh Nai Aari.

Sun Mere Bhai Gusse Ko Hata,
Chal Aa Kar Humse Hath Mila,
Aja Kar Lein Party Milkar,
Abhi To Padi Hai Raat Saari.

Yaaron Ne Hai Raat Saja Di,
Ho Jave Na Koyi Kharabi,

Lagte Hain Hum Seedhe Saadhe,
Par Hai Sauk Nawabi.

Top To Bottom Pehna Maine,
From Gucci To Versace,
Aja Tujhko Gehdi Lawaan Du,
In My Latest Ferrari.

Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara,
Sunenge Aaj Dil Ki Sadaa,
Is Pal Ko Aao Jee Lein Zara,
Aa Kar Lein Jo Kabhi Na Kiya -x2.