Itna Na Milo Lyrics – Sonu Kakkar

Itna na milo hum se
Itna na milo hum se
Kaahi pyar na ho jaaye
Itna na milo hum se
Kaahi pyar na ho jaaye

Inkar karo warna
Izhar na ho jaaye
Izhar hua toh phir
Ikrar na ho jaaye

Itna na milo hum se
Kaahi pyar na ho jaaye

Kehte hai zamane mein
Bari chot khayi hai
Milti na wafa is mein
Bas milti judaai hai

Apne qise bhi yunh
Apne qise bhi yunh
Mashoor na ho jaaye

Itna na milo hum se
Kaahi pyar na ho jaaye

Yeh rog muhabbat ka
Humko bhi na ho jaaye
Ouro ki tarha hum bhi
Barbad na ho jaaye

Izhar muhbbat ki
Izhar muhbbat ki
Kaahi bhool na ho jaaye

Itna na milo hum se
Kaahi pyar na ho jaaye (x2)

Inkar karo warna
Izhar na ho jaaye
Izhar hua toh phir
Ikrar na ho jaaye

Itna na milo hum se
Kaahi pyar na ho jaaye