Jeena Marna Lyrics – Do Lafzon Ki Kahani

Kyon itnon mein tujhko hi
Chunta hun har pal
Kyon tere hi khaab
Ab bunta hun har pal
Kyon itnon mein tujhko hi
Chunta hun har pal
Tere hi khaab
Ab bunta hun har pal

Toone mujhe jeene ka hunar diya
Khaamoshi se sehne ka sabra diya
Toohi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hausla

Mujhey jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaon ne tumsa bana diya

Tere khayalo mein ho gai gumm
Yey meri tanhaaiyan
Ab rooh meri karne lagi hai
Teri nigehbaniyan
Toohi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hausla

Mujhey jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaon ne tumsa bana diya

Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaon ne tumsa bana diya