Jiya Beqarar Hai Lyrics – Barsaat

(jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai
aaja more baalma tera intezaar hai) – 2

(ho suraj dekhen, chanda dekhen, sab dekhen hum tarsen ho
sab dekhen hum tarsen)-2,
jaise barase koi badariya, aise ankhiya barase
aise ankhiya barase,
jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai
aaja more baalma tera intezaar hai,
jiya beqaraar hai

ho naino se ek tara toote, mitti men mil jaaye ho
mitti men mil jaaye — 2
aasoon ki barsaat balamva, dil mein aag lagaaye –2
dil mein aag lagaaye
jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai
aaja more baalma, tera intezaar hai,
jiya beqaraar hai

(ho…tujh ko nazren dhoondh rahin hain
mukhda to dikhlaaja ho, mukhda to dikhlaaja )- 2
raste par hoon aas lagaaye, aane waale aaja — 2
aane waale aaja, jiya beqaraar hai, chhaayi bahaar hai
aaja more baalma, tera intezaar hai, jiya bequaraar hai
chhaayi bahaar hai,aaja more baalma tera intezaar hai
jiya beqaraar hai