Kho Diya Lyrics – Bhoomi

O…

Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya

Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya
Rootha hai rabb
Chhoota mazhab
Chhoota hai yeh jag saara

Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya
Kho diya hai maine khudko
Jabse humko paaya…

Hmm mmm…

Mere pyaar ko na samajhiye ghalat aa…
Mere pyaar ko na samajhiye ghalat
Inn nigahon ka teri hi toh qaayal hoon main
Umrr bhar… main tujhe…
Umrr bharr main tujhe dekhta hi rahoon
Iss khata ki har saza manzoor hai

Kho diya hai maine khudko
Jabse humko hai paaya
Rootha hai rabb
Chhoota mazhab
Chhoota hai yeh jag saara…

Aa…

Tu dariya toh main ishq hoon
Kuch der mujhsa ban ke toh dekh
Kaun kitna gehra hai
Mujhme zara… zara doob ke toh dekh

Aa…

Kho diya hai…