Mai Ri Mai Lyrics – Parched

Mai ri mai mai ri mai,
Main badal ki bitiya,
Mai ri mai,
Main sawan ki nadiya,

Do pal ka joban,
Do pal ki kholi,
Boondon saji hai,
Chunar meri choli,

Ufan kar chali main,
Sagar se milne,
Lekar ke thodi si,
Tirchi dagariya,

Mai ri mai ho mai ri nai,
Main badal ki bitiya,
Mai ri mai,
Main sawan ki nadiya,