Maiya Teri Jai Jaikaar Lyrics – Arijit Singh – Navratri Special Song

Teri godh mein sar hai maiya,
Ab mujhko kya darr hai maiya,(x2)

Duniya nazrein phere toh phere,
Duniya nazrein phere toh phere,
Mujhpe teri nazar hai maiya,

Teri godh mein sar hai maiya,
Ab mujhko kya darr hai maiya,

Maiya teri jai jaikaar,(x4)

Tera daras yahan bhi hai,
Tera daras wahan bhi hai,(x2)

Har dukh se ladne ko maiya,
Tera ik jaikaara kafi hai kafi hai,

Maiya teri jai jaikaar,
Maiya teri jai jaikaar,
Dil mein laga tera darbaar,
Maiya teri jai jaikaar,

Main santan tu mata,
Tu meri jeevan daata,(x2)

Jag mein sabse gehra maiya,
Tera aur mera hai naata hai naata,

Maiya teri jai jaikaar,(x4)

Teri godh mein sar hai maiya,
Ab mujhko kya darr hai maiya,
Duniya nazrein phere toh phere,
Duniya nazrein phere toh phere,
Mujhpe teri nazar hai maiya,

Teri godh mein sar hai maiya,
Ab mujhko kya darr hai maiya,

Maiya teri jai jaikaar,(x6)

Teri godh mein sar hai maiya,
Ab mujhko kya darr hai maiya,
Maiya teri jai jaikaar,
Maiya teri jai jaikaar..,