Mann Mane Na Lyrics from Sultan

Mann mane na..mann mane na
Karta phire.. man maniya

Zhiddi bada hai..sunta nahi
Rishton ki maala buunta nahi
Shikwe gile kyun mitate nahi
Khushiyon ke pal hum chunte nahi
Kyun jindagi ke haath se chute kinare
Daar hai kahi kho jaye na apne hamare

Man maane na..man maane na
Karta fire.. man maniya…

Sangdil bada ye lamha hua hai
Wadoon ka darpan tuta hua hai
Rishta wo jisko phulo se bandha
Kaanto mai ab kyun ulzha hua hai

Pehcha ne na..pehcha ne na
Dil khud ko bhi.. ye pehchane na

Ahhhaa….

Aakhon se ninde roothin hui hai
Khwabbon ki ladiya sukhi hui hai
Kacche ghade par rakkhi thi khushiyan
Ghum ki nadi par dubi hui hai

Koi jane na… koi jane na
Dil ki lagi… koi jane na

Zhiddi bada hai..sunta nahi
Rishton ki maala.. buunta nahi
Shikwe gile kyun.. mitate nahi
Khushiyon ke pal hum chunte nahi
Kyun jindagi ke haath se chute kinare…..

Man maane na..man maane na
Karta phire.. man manniya