Mano Ya Na Mano Lyrics – Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana

Mano ya na mano barabar ladungi
Mano ya na mano ho
Mano ya na mano barabar ladungi
Allahabad ke high court mein dava karungi
Mano ya na mano

Saasu ji ko kidhar bulau
Ari saasu ji ko kidhar bulau
Unse baate karni hai
Are saasu ji ka
Saasu ji ka beauty parlour jaana
Saasu ji ka beauty parlour jaana
Main band karungi
Mano ya na mano
Ari mano ya na mano barabar ladungi
Allahabad ke high court mein dava karungi
Mano ya na mano

Jithani ji ko idhar bulau
Jithani ji ko idhar bulau
Unse baate karni hai
Are jithani ji ka
Jithani ji ka shopping jaana
Are jithani ji ka shopping jaana
Main band karungi
Mano ya na mano

Saiyyan ji ko idhar bulao
Unse baate karni hai
Are saiyyan ji ka
Are saiyyan ji ka der se aana
Saiyyan ji ka der se aana
Main bandh karungi
Mano ya na mano barabar ladungi
Allahabad ke high court mein dava karungi
Mano ya na mano barabar ladungi
Allahabad ke high court mein dava karungi
Mano ya na mano..