Nasha Yeh Pyaar Ka Nasha Lyrics – Mann

Nasha yeh pyaar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein diwano

Nasha yeh pyaar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein diwano

Ki jabse maine tumko yeh dil de diya
Mitha mitha sa dard le liye
Suno o priya, maine tumko dil diya

Nasha yeh pyaar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein diwano

Najar se yu mili najar
Diwana main ho gaya
Asar yeh kya hua asar
Kahan yeh main kho gaya
Behke behke kadam
Behka behka hai mann
Chha gaya chha gaya mujhpe diwanapan
Suno o priya, maine tumko dil diya
Nasha yeh pyaar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein diwano

Jhuki jhuki nigah mein
Bala ki shokhiyan chhupi
Khuli khuli laton mein bhin hay
Ghata ki mastiyan ruki
Yeh haya yeh ada yeh hasin yeh nayan
De gaya de gaya mithi mithi chubhan
Suno o priya, maine tumko dil diya

Nasha yeh pyaar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein diwano

Ki jabse maine tumko yeh dil de diya
Mitha mitha sa dard le liye
Suno o priya, maine tumko dil diya

Nasha yeh pyaar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein diwano…

Nasha yeh pyaar ka nasha hai
Yeh meri baat yaaron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein diwano…