Nazrein Kahan Lyrics – Jashnn

Khuda yaaaaa..aaaa…
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana

Hooo..hooo..oooo….

Nazrein kahan soti hai
Needein dhuan hoti hai
Nazrein kahan soti hai
Needein dhuan hoti hai

Jab din yeh dhale, palko ke tale
Koi saanse le o jaana
Khamosh rahe, kabhi chupke se
Koi baat kare o jaana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana

Nazrein kahan soti hai
Needein dhua hoti hai
Jab din yeh dhale, palko ke tale
Koi saanse le o jaana
Khamosh rahe, kabhi chupke se
Koi baat kare o jaana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana

Hooo..hooo..oooo….

Uski hi yaadon ke, lamho ki aahat hai
Khwabon khayalon ki rahon mein
Mil ke woh jaaye toh, rang uski khusboo ke
Bikhre hi rehte hai bahon mein

Koi jadoo chahat pe kar leta hai kaboo
Koi jadoo chahat pe kar leta hai kaboo

Jab din yeh dhale, palko ke tale
Koi saanse le o jaana
Khamosh rahe, kabhi chupke se
Koi baat kare o jaana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana
Chein banke chein churana..

Aankhon mein padh lo tum
Ya sun lo hothon se
Uske hi chehre ki batein hai
Guzre yeh din saare, uske hi saaye mein
Uski panaho mein raatein hai

Dil aaye dil pe to wapas naa jaa paaye
Dil aaye dil pe to wapas naa jaa paaye

Jab din yeh dhale, palko ke tale
Koi saanse le o jaana
Khamosh rahe, kabhi chupke se
Koi baat kare o jaana,
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana
Ishq ka hai kaam purana
Chein banke chein churana
Hooo..hooo..oooo….