Notyo Fot Lyrics – Ajab Singh Ki Gajab Kahani

Matlabi duniya badi
Hain fareebi log yahan
Insaniyat kho gayi
Apno ki parwah kahan
Matlabi duniya badi
Hain fareebi log yahan
Insaniyat kho gayi
Apno ki parwah kahan

Na na na
Parchina sunnedo
Na na na
Parchina sunnedo
Notyo fot

Raaste hain kahin laapta
Mel na milegi mujhe
Hua aisa aasra
So raha ankhon mein aasmaa
Meri saanson mein hai
Anjaani roothi huyi dastaan

Manzil nahi dhoondhli sahi
Rukna abhi mumkin nahi
Baaki hai aag dil mein kahin

Na na na
Parchina sunnedo
Na na na
Parchina sunnedo
Notyo fot
Reply With Quote