O O Jaane Jaana Song Lyrics – Pyar Kiya To Darna Kya

I love you all

Doston naa koyi manjil hai, naa koyi saathi hai
Phir bhi nikal pada hun ghar se
Shayad jisaki talaash hai, wohi saathi hai wohi manjil hai

O o jaane jaana, dhunde tujhe diwaana
Sapano mein roj aaye, aa zindagi mein aanaa
O o jaane jaana, dhunde tujhe diwaana
Sapano mein roj aaye, aa zindagi mein aanaa sanam

Mera khwaab mere khayalo ki raani
Kisi din banegi humaari kahaani
Meraa khwaab mere khayalo ki raani
Kisi din banegi humaari kahaani
Ay meri bekhudi yeh kasam maine li
Pyaar mein ek din meri jaan tujhe hai paana
Sapano mein roj aaye aa zindagi mein aanaa
O o jaane jaana, dhunde tujhe diwaana
Sapano mein roj aaye, aa zindagi mein aanaa sanam

Kisi khubsurat pari jaisi hogi
Mujhe kya pata dilruba kaisi hogi
Kisi khubsurat pari jaisi hogi
Mujhe kya pata dilruba kaisi hogi
Sochta hun tujhe chahta hun tujhe
Dil meraa keh raha saare faasle mitaana
O o jaane jaana, dhunde tujhe diwaana
Sapano mein roj aaye, aa zindagi mein aanaa
O o jaane jaana, dhunde tujhe diwaana
Sapano mein roj aaye, aa zindagi mein aanaa sanam
Aa zindagi mein aanaa sanam
Aa zindagi mein aanaa sanam