O Priya O Priya Lyrics – Kahin Pyaar Na Ho Jaaye

O Priya O Priya Priya tumsa nahin koi Priya

Tu khush rahe jahan bhi rahe yeh mere dil ki dua o..

Tumko mil gaya saathi pyaar ka
Humse chhin gaya daaman yaar ka
Tumko mil gaya saathi pyaar ka
Humse chhin gaya daaman yaar ka
Kehna bahut hai lekin ghadiyan aaj hain kam
Teri har baat woh pehli mulakaat
Hamko rulaayegi tere baad
O Priya O Priya Priya tumsa nahin koi Priya

Milna bichhadna uske haath hai
Ban-na sanwarna kismat ki baat hai
Milna bichhadna uske haath hai
Ban-na sanwarna kismat ki baat hai
Kathputli hain hum saare kar le tu yakeen
Dilwaale kabhi maane nahin haar
Kar le tu bharosa mere yaar
O Priya O Priya Priya tumsa nahin koi Priya

Apne dil ki baat keh di sabhi ne
Mere dil ki baat na jaani kisi ne
Apne dil ki baat keh di sabhi ne
Mere dil ki baat na jaani kisi ne
Tum kya hamare ho yeh koi jaane na
Beete huye pal woh hansta hua kal
Kaise bhool paayenge bhala o..