Roll Karo Lyrics – Lil Golu, Shivranjani Singh

Roll karo paper
Dhuyein mein udda do saare gham
Udda do saare gham
Udda do saare gham

Roll karo paper
Dhuyein mein udda do saare gham
Udda do saare gham
Udda do saare gham

Roll karo…

Marijuana ki hai trip
Mujhe aa raha maza
Ou main hoon trip mein
Meetha to khila

Sweet to khila mujhe mujhe
Sweet to khila mujhe mujhe

Do seat waali gaadi mein ghuma aah!
Music ho loud aisi jagah tu ghuma
Gaadi ko top gear mein tu bhaga
Come roll kar paper grass pila

La phir lala lala la
Phir lala lala la
Phir lala lala la..
Lala lala la

La phir lala lala la
Phir lala lala la
Phir lala lala la..
Lala lala la

Oh bade baap ke beton
Kab tak papa ka paisa khaoge
Doosron ka gana kab tak
Khrid ke tum gaoge

Jo chota dimaag tum mein hai
Us chhotu ko kab chalaoge
News padhwaoge phir bhi kuchh na paoge

Is raat bhi ghar tum
Khaali hath hilaate jaoge

Is raat bhi ghar tum
Khaali hath hilaate jaoge

Itihas gawah hai mehnati aadmi hi
Revolution lata hai
Mike lakh ka ho chahe dhayi sau ka
Gaane wala gata hai

Koyi to adimanav tha
Jisne do patthron ko ghiskar dekha
Baaki adimanavon ne
Bas usko yeh sab karte dekha

To baat saari itni si hai
Bana lo isko rule, rule
Mehnat karo play hard
Don’t be a lazy fool

Abbe roti roti roti
Deta hai kaun kisko roti
Is roti ke chakkar mein ho gayi
Duniya saari chhoti

Rishtey dari khoti, dosti bhi jhooti
Jhooti hi kyon na ho par
Yeh roti sabko khaani hai
Chaahe jhooti baat hi kyon na ho
Par duniya bhar mein phailaani hai

Aadmi ki fitrat aur neeyat
To cheezen hoti hain
Neeyat bhale hi badal jaaye
Par fitrat change na hoti hai

To fitrat ko sambhalo
Chaahe jitne bhi kutte paalo, paalo
Chori kari huyi beaton pe
Chaahe jitna bhi bho bho gaa lo, gaa lo

Jitna bhi bho bho gaa lo, gaa lo
Jitna bhi bho bho gaa lo, gaa lo
Chaahe jitna bhi bho bho gaa lo, gaa lo
Jitna bhi bho bho gaa lo
Chaahe jitne bhi kutte paalo
Fitrat ko sambhalo

Roll karo paper
Dhuyein mein udda do saare gham
Udda do saare, udda do saare

Roll karo..

La phir lala lala la
Phir lala lala la
Phir lala lala la..
Lala lala la
Roll karo paper

Dhuyein mein udda do saare gham
Udda do saare, udda do saare