Rozana Lyrics – Shreya Ghoshal – Naam Shabana

Tere hathon ki taraf,
Mere hathon ka safar,
Rozana rozana,

Teri ankhon se kahe,
Kuch toh meri nazar,
Rozana rozana,

Rozana main sochun yehi,
Kahan aajkal main hoon lapata,
Tujhe dekh lun toh hasne lage,
Mere dard bhi kyun khamkha,

Hawaon ki tarah,
Mujhe chhu ke tu guzar,
Rozana rozana,

Tere hathon ki taraf,
Mere hathon ka safar,
Rozana rozana,

Inn ankhon se yeh bata,
Kitna main dekhun tujhe,
Reh jati hai kuch kami,
Jitna bhi dekhun tujhe,

Rozana main sochun yehi,
Ke chalti rahein baatein teri,
Aate jate yunhi mere liye thehar,
Rozana rozana,

Tere hathon ki taraf,
Mere hathon ka safar,
Rozana rozana,