Saathiya Tune Kya Kiya Lyrics – Love

Sathiya yeh tune kya kiya, beliya yeh tune kya kiya
Maine kiya tera intejar, itna karo naa mujhe pyar
Itna karo naa mujhe pyar

Sathiya yeh tune kya kaha, beliya yeh tune kya kaha
Yun naa kabhi karma intejar, maine kiya hai tumse pyar
Maine kiya hai tumse pyar
Sathiya yeh tune kya kiya, beliya yeh tune kya kiya

Itani mohababt sah naa sakunga, sach mano zinda rah naa sakunga
Tujhko samloo yeh meraa jimma, main hun toh kya gam jane tamanna
Abb jina marna mera janam tere hath hai
Maine kaha naa sanam, abb tu mere sath hai
Toh phir samhal,le main chala
Jana kaha, aa dil mein aa
Sathiya yeh tune kya kiya, beliya yeh tune kya kiya

Dil ke chaman kaa hasna toh dekha
Jagi najar kaa sapana toh dekho
Aise huye hum ek jaan ek dil tu hai ke main hun
Kahena ho mushkil
Chota basanti hai tu, tan hai gulabi mera
Do rang mile ke baad hote nahi hai juda
Toh phir samhal,dil ye chala
Jana kaha, aa dil mein aa

La lla la
Sathiya yeh tune kya kiya,beliya yeh tune kya kaha
Yun naa kabhi karma intejar, maine kiya hai tumse pyar
Maine kiya hai tumse pyar maine kiya hai tumse pyar
Itna karo naa mujhe pyar itna karo naa mujhe pyar