Sab Le Gayi Lyrics – Meri Hanikarak Biwi

O life seedhi train ki patri
Prem pyaar ki rukti nathi
Sukha pad gaya dil ke andar
Sukha pad gaya dil ke andar
Hand pump kyun chalta nahi
Hand pump kyun chalta nahi
Gayi chhip gayi meri jawaani gayi
Hamri dulhaniya sab le gayi

Kadak samose jaisi jawaani
Aalu ka par pataa nahi
Aalu ka pataa nahi
Aay haay haay haay aay..

Ay antina hai hatakatta
Antina hai hatakatta
Tv ka signal milta nahi
Oo tv ka signal milta nahi

O lik kar gaya tel bike ka
Gaadi meri chalti nahi
Gayi chhip gayi meri jawaani gayi
Hamri dulhaniya sab le gayi..