Taleem Lyrics – Mohan Kanan

Ehsas ye alfaz mein,
Dhalte kahan hain,
Chalti hai jo dil ke nagar mein,
Woh kya zuban hai,

Khilti si muskan ke,
Kya maayine hain,

Aakhon ke taleem hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai,

Aakhon ke taleem hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai,

Aakhon ke taleem hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai,

Ishq hai..

Yeh dooriyon ki shikayat,
Aa darz kar dein,
Mash-hoor ho jayein armaan,
Aa arz kar dein,

Samjhe na samjhe koi,
Gaati hawa ke bayan,
Aawaz bas le ude,
Iss daastan ke nishaan,

Pichli si pehchan ke,
Kya maayne hain,

Aakhon ke taleem hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai,

Aakhon ke taleem hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai,

Aakhon ke taleem hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai ye,
Ishq hai,

Ishq hai..

Category: Hindi
Singer(s): Mohan Kanan

Leave a comment