Tum Na Rahi Lyrics – Anurag Vashisht

Tere bina haan jeena nahi,
Sikha kabhi jo bhi ho,

Tere bina haan jeena nahi,
Sikha kabhi jo bhi ho,

Tum ho pass ya ho door,
Bas tujhmein hi basa,
Saath choota kyun dil ye toota kyun,
Jaane kyun aur kahan tum gaye,

Sab dil ki galti hai ye maane na,
Samjhado tum isko,
Ye sunta hi hai kahan,

Kaise samjhayein kaise behlaye,
Ke tum na rahi ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ye zakhm hain kaise bhare,
Ye raat ab kaise katte,
Ye baatein koi na samjhe,

Teri khamoshi sahi jaye na,
Vairi hui zindagi,

Kaise samjhayein kaise behlaye,
Ke tum na rahi ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Tere bina adhoora main,
Iss bheed mein akela main,
Kaise rahein tere bina,
Ab kaise jiyen tu hi bata,

Inn yaadon ki galliyon mein,
Dil ki tasveeron mein,
Tum ho meri kahin,
Tum ho meri kahin,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,

Ab tum na rahi,