Utar Hai Akhade Mein Lyrics – Chameli Ki Shaadi

are aa aa
utar ayi akhade me tere sapno ki rani
utar ayi akhade me tere sapno ki rani
are dam hai to are dam hai to aa
karle pyar me pahalwani
utar ayi akhade me tere sapno ki rani
utar ayi akhade me tere sapno ki rani

ho panja ladake na maru re tujhko
naina milake mai maru
rasiya re naina milake mai maru
pyar ka aisa daw lagau
dangle ka bhut utaru
sar se dangle ka bhut utaru
mil jayegi mil jayegi
mitti me yaha teri jawani
utar ayi akhade me tere sapno ki rani

ho tikhe yaha bhang aa sang mere
tufaa me tu bhi utar ja
rasiya re tufaa me tu bhi utar ja
ye ishk sholo ka dariya hai to kya
aa dub ke paar kar ja
pyare aa dub ke paar kar ja
paar tujhko par tujhko laga degi
teri prem diwani
utar ayi akhade me tere sapno ki rani

o sajna o sajna sajna
maine yaha sej phulo ki sajna
tere liye hai sajai
sare jamane ko thokar lagake
tujhse lagan hai lagai
maine tujhse lagan hai lagai
aa bhi ja are aa bhi ja meri baho me
chhod de aana kani
utar ayi akhade me tere sapno ki rani