Yaad Hai Ya Bhulte Lyrics – Sameer

Yaad hai ya bhulte
Yaki sab barbad hai
Ek farishta keh gaya
Kya tumhe kuch yaad hai

Ek khanjar se likhi
Yeh kahani khun ki
Is jahaan main kaho
Har jahaan main gunjti

Aane wali kaum se
Baat kya kar paoge
Sharam ayegi tumhe
Kya shakal dikhlaoge

Bolte hai woh
Sena ho vanaron ki tum
Fark janlo ramon main ravanon main tum

Yeh hai bharam jo chal raha
Yeh hai chalan jo chal raha
Yeh hai bharam jo chal raha
Yeh hai chalan jo chal raha..