Yaar Mere Yara Mere Yaaram Lyrics – Badal

Yaram yaar yara mere yaram……….
O o o o o………..

Yaar mere yaara mere yaram, tune dil churaya mere yaram,
Yaar mere yaara mere yaram, tune dil churaya mere yaram
Bin tere jina nahi nahi, bin tere marna nahi nahi
Rab ki khayi kasam

Yaar mere yara mere yaram, tune dil churaya mere yaram

Ek tum ek hum, kya sama hai sanam
Iss pyar ne dard kaisa diya hai hume
Diwanagi ne diwana kiya hai hume
Roko mujhko main toh pagal huwa
Baihka mausam aawara badal huwa
Bin tere jina nahi nahi, bin tere marna nahi nahi
Rab ki khayi kasam
Yaar mere yaara mere yaram, tune dil churaya mere yaram
Yaar mere yaara mere yaram, are tune dil churaya mere yaram……..

Yeh meri aashiqi, hai meri zindagi
Itna mujhe kis liye pyaar karte ho tum
Mujhko pata hai ke mujhpe bhi marte ho tum
Naa duniya ki, naa mujhko meri khabar
Meri chahat kaa hai yeh sab assar