Aaj Hum Apni Duaon Ka Asar Lyrics – Lata Mangeshkar – Pakeezah

Aaj hum apni duaaon ka asar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge

Aap to aankh milaate hue sharamaate hain

Aap to dil ke dhadakane se bhi dar jaate hain
Phir bhi ye zidd hai ke ham zakhm-e-jigar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge

Pyaar karana dil-e-betaab bura hota hai
Pyaar karana dil-e-betaab bura hota hai
Sunte aaye hain ke ye khwaab bura hota hai
Aaj is khwaab ki taabeer magar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
Tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge

Jaanalewa hai muhabbat ka sama aaj ki raat
Shama ho jayegi jal jal ke dhuna aaj ki raat
Aaj ki raat bachenge to sahar dekhenge
Aaj ki raat

Tir-e-nazar