Aayega Kaun Yahaan Lyrics – Gumnaam

aayega kaun yaha kisko sadaye deta hai dil
apna hai kaun yaha kisko sadaye deta hai dil
aayega kaun yaha

pyar ka dhokha khwab suhana
dekha tha jo kabhi
aaj uski ki yad se lipti roti hai jindagi
roti hai jindagi
dushman hai sara jaha
kisko sadaye deta hai dil
aayega kaun yaha

mere dil ke ik kone mein jalta tha jo diya
jane kaisi aandhi aayi or wo bujh gaya
or wo bujh gaya
or ab to hai sirf dhunaa
kisko sadaye deta hai dil
aayega kaun yaha
kisko sadaye deta hai dil
aayega kaun yaha