Balma Yeh Karma Lyrics – Brij Mohan Amar Rahe

Paseene chute jaye main
Jo aage main pichwade main
Yeh kismat jumbo jet banke ude

Khwaboon ki lag jaye
Fir biryaniyan pakaye
Par pressure cooker sare mann ke ude

Balma yeh karma toh garma gaya hai tera
Balma yeh karma toh
Balma yeh karma toh garma gaya hai tera
Balma yeh karma toh

Oh teri kundli main ungli Karegi jab zindagi
Toh bethe bithaye hi pungi bajegi

Haste hue chalega
Raste main saste main
Har ek lafde main lungi fasegi

Paseene chute jaye main
Jo aage main pichwade main
Yeh kismat jumbo jet banke ude

Balma yeh karma toh garma gaya hai tera
Balma yeh karma toh

Paseene chute jaye main
Jo aage main pichwade main
Yeh kismat jumbo jet banke ude

Khwaboon ki lag jaye
Fir biryaniyan pakaye
Par pressure cooker sare mann ke ude

Balma yeh karma toh garma gaya hai tera
Balma yeh karma toh
Balma yeh karma toh garma gaya hai tera
Balma yeh karma toh

Oye Brij
Life badi kameeni chiz hai.