Behka Behka Lyrics – Aditya Narayan

Behka behka khoya khoya,
Rehta hoon main,
Kyun na jagah jagah aur na,
Soya hoon main,(x2)

Tere khayal mein tere hi pyar mein,
Dooba dooba sa main,

Behka behka khoya khoya sa main,
Kyun na jagah jagah aur na soya main,(x2)

Tere khayal mein tere pyar mein,
Kyun dooba dooba sa main,

Chalta chale dekhe na dayein na bayein,
Phasta hai khud aur mujhko bhi ye phasaye,
Bawala hai bewakufi karta hai kyun,
Bina pankh ke ishq liye udta hai yun,

Pagal hua mann teri hi wajah se,
Pagal sa pagla hoon main,

Behka behka khoya khoya sa main,
Kyun na jagah jagah aur na soya main,(x2)

Tere khayal mein tere pyar mein,
Kyun dooba dooba sa main,