Churalo Dil lyrics – Hum To Mohabbat Karega

Aa Aa Aa…
Chura lo dil chura lo dil

Tum chura lo dil mera sanam
Suno bura kya hai
Dil tumhaara ho chuka Sanam
Suno bura kya hai

Dil dena tha dil de chuke
Tumpe marna tha ham mar chuke
Aur kya karen bolo na

Tum chura lo dil mera sanam
Suno bura kya hai
Dil tumhaara ho chuka sanam
Suno bura kya hai

Ru Ru Ru…
Aa Aa Aa…

Pal pal tera ab intezaar
Dil bhi rahe kuch bekaraar
Jeena mushkil hua,
Hai ajab pyaar ka ye khumaar

Yaad teri aati rahe
Jaan meri jaati rahe
Ye mujhe kya ho gaya
Bin tere kuch na achha lage

Dil dena tha dil de chuke
Tumpe marna tha ham mar chuke
Aur kya karen bolo na

Tum chura lo dil mera sanam
Suno bura kya hai
Dil tumhaara ho chuka Sanam
Suno bura kya hai

Aa Aa Aa…
Aa Aa Aa…
Dil ki dhadkan bas tu hi tu
Meri chaahat bas tu hi tu
Lo kasam ki khayi kasam
Meri duniya bas tu hi tu

Mujhko na karo itna pyar
Kal ka kya pata mere yaar
Is pyaar ki jeet mein
Ho na jaaye kahi apni haar

Dil dena tha dil de chuke
Tumpe marna tha ham mar chuke
Aur kya karen bolo na

Tum chura lo dil mera sanam
Suno bura kya hai
Dil tumhaara ho chuka Sanam
Suno bura kya hai

Dil dena tha dil de chuke
Tumpe marna tha ham mar chuke
Aur kya karen bolo na

Tum chura lo dil mera sanam
Suno bura kya hai..