Crazy Dil Lyrics – Sonu Nigam

Aaine ke saamne main hu sochta,
Kya hota? jo tu hoti yahaan?
Tujhko roz sajte sanverte main dekhta,
Sach hota khwabon ka jahaan,

Khwabon ka jahaan,
Rahe tu wahaan,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

Crazy dil mera,
Crazy hai tera,

Neendon ki galiyon mein,
Yun muskarun main,
Jaise deewana koi,

Mehfil mein bheed mein,
Khoya rahu main jaise,
Majnu ka nana koi,

Neendon ki galiyon mein,
Yun muskarun main,
Jaise deewana koi,

Mehfil mein bheed mein,
Khoya rahu main jaise,
Majnu ka nana koi,

Majnu ka nana,
Cupid ka nishana,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

na na na na,
na na na.. na na..

Apni hi baat pe,
Khil khilaye jo tu,
Aankhein bhar aayein meri,
Aur itni si baat pe,
Mooh fulaye to mere,
Hoton pe aaye hasi,

Apni hi baat pe,
Khil khilaye jo tu,
Aankhein bhar aayein meri,
Aur itni si baat pe,
Mooh fulaye to mere,
Hoton pe aaye hasi,

Ban gaya hun drama,
Aadami se pajama,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

Crazy dil mera,
Crazy hai tera,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

Na na na na,
Crazy hai tera,
Main maze mein hun,
Na jaga na na,

Na na..
Na na..
Na na na..