Har Kisi Ko Nahi Milta (Cover) Lyrics – Ash King

Har kisi ko,
Nahin milta,
Yahan pyaar,
Zindagi mein,

Har kisi ko nahi milta,
Yahan pyar zindagi mein,

Har kisi ko nahi milta,
Yahan pyar zindagi mein,

Khushnaseeb hain woh,
Jinko hai mili,
Ye bahaar zindagi mein,

Har kisi ko nahin milta,
Yahan pyar zindagi mein,

Pyaar zindagi mein,

Zulfon ke naram andhere hain,
Jismon ke garam ujale hain,
Jeete ji humko pyar mila,
Hum dono kismat wale hain,
Hum dono kismat wale hain,

Har kisi ko nahin milta,
Yahan pyar zindagi mein,

Khushnaseeb hain woh,
Jinko hai mili,
Ye bahaar zindagi mein,

Har kisi ko nahin milta,