Mast Maula Lyrics – Siddharth Slathia & Salim Sulaiman

Zariya zariya,
Zariya zariya,
Zariya zariya,
Zariya zariya,

Socha na tha,
Dil mera mujhse karega yun daga..mmhm..,
Socha na tha,
Kyu kaise kab aur kahan kya ho gaya..mmhm..,

Shayad jo hua pehle na hua,
Kiski thi dua ye dua haan..,

Mast maula mast maula,
Mast maula ho gaya hoon main,

Zariya zariya,
Zariya zariya,

Mast maula mast maula,
Mast maula ho gaya hoon main,

Zariya zariya,
Zariya zariya,

Ho.. uljhe uljhe kuch suron se hi ban gayi,
Dhun pyari si,
Haan haan haan haan,

Ho.. suljhe suljhe haal hain,
Yun door hui bezaari si (bezaari si..bezaari si..),
Haan haan haan haan,

Haan..khoya kya khoya kya,
Jaane kya mil gaya (mil gaya..),
Haan jaanu main jaanu main,
Bas mera dil gaya..dil gaya..haan..,

Mast maula mast maula,
Mast maula ho gaya hoon main,
Zariya zariya,
Mast maula maula maula,

Mast maula mast maula,
Mast maula ho gaya hoon main,
Zariya zariya,
Zariya zariya,

Aa…dha na re..re..re..,
Ho gaya..ho gaya..,

(Zariya zariya,
Zariya zariya,
Mast maula
Zariya zariya,
Zariya ),

Mast maula mast maula,
Mast maula ho gaya hoon main,